गुरुवार, 23 सितंबर 2010

Na Wada Ha Koi Tum Se

Na Wada Ha Koi Tum Sey,Koi Rishta Nibhaney KA
Na Koi Aur Hi Dil Main Tahaiya ya Irada ha


Kai Din Sey Magar Dil main
Ajab Ulghan C Rehti Ha
Na Tum ish Dastaan k Sarsari Kirdar ho
Na Qissa Itna Sada Ha
Tahaluq Jo Main Samja Tha Kahi Ish Sey Zyada ha
Inkhishaaf!!!

सोमवार, 20 सितंबर 2010

ये सारे लोग तो मुझे सनसनी के सवदागर लगते हैं

ये सारे लोग   तो मुझे सनसनी के सवदागर लगते हैं /
यानि सुबह सुना तो गोलीबारी हुयी /ऑफिस के बाद टी.व् खोला तो बम धमाका भी था
पुलिस ने इंकार किया है लेकिन इनकी जिद है आताकवदी घटना की / फिर कोई मेल भी आगया ज़िम्मेदारी भरा
फिर रात के डिन्नर तक वो बटला हौस से भी जुड़ गया /हे भगवन सुबह देखा तो कॉम्मन वेल्थ गम्स से भी जुड़ गया /
२४ गनते से सनसनी बिकती ही जारही है 

शुक्रवार, 17 सितंबर 2010

aadmi

kAr diya tu ne yeh saabit, aey dilaawar 'aadmi'
zindagi kya, maut se leita hai takkar 'aadmi' 
kaat sakta hai rAg e gardan se khanjar 'aadmi'
lashkaron ko raUnd sakte haiN bahattar 'aadmi' 
zoaf dha sakta hai, qasr'e afsaro aurAng ko,
aab_geen'e toaR sakte haiN hisaare sAng ko,

बुधवार, 15 सितंबर 2010

tamasha to pahle hi mai ban gya tha

tamasha to pahle hi mai ban gya tha
laga wo bhi hasne meri baat sunkar

masiha jise maine samjha tha shair
wahi khush hua meri jaan lekar
meri betabi hi dekhi hai mera zabt bhi dekh
itna khamosh rahunga ki tu chikh uthe

गुरुवार, 2 सितंबर 2010

uski aankho me doom jata hun

roz ghar par use bulata hun
baat kahne ki bhool jata hun,
wo wahin par hawa chalata hai
mai jahan par diye jalata hun
log kahte hain mai samundar hun
uski aankho me doom jata hun

sirf gubaar hai

barso chup rahkar maine ek he cheez mangi
jo khuda ne mujhe akhirkar ataa ki
aur ab,jab maine apne mahboob ki khushbu paai,
t ehsaas hua is beech dunya kitni aage nikal gai,
to ab mai daudna chahta hun
par kahin rasta bhi aage nikal gay jaan padta hai
sirf gubaar hai