गुरुवार, 2 सितंबर 2010

sirf gubaar hai

barso chup rahkar maine ek he cheez mangi
jo khuda ne mujhe akhirkar ataa ki
aur ab,jab maine apne mahboob ki khushbu paai,
t ehsaas hua is beech dunya kitni aage nikal gai,
to ab mai daudna chahta hun
par kahin rasta bhi aage nikal gay jaan padta hai
sirf gubaar hai


कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें