kAr diya tu ne yeh saabit, aey dilaawar 'aadmi'
zindagi kya, maut se leita hai takkar 'aadmi'
kaat sakta hai rAg e gardan se khanjar 'aadmi'
lashkaron ko raUnd sakte haiN bahattar 'aadmi'
zoaf dha sakta hai, qasr'e afsaro aurAng ko,
aab_geen'e toaR sakte haiN hisaare sAng ko,
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें