गुरुवार, 2 सितंबर 2010

uski aankho me doom jata hun

roz ghar par use bulata hun
baat kahne ki bhool jata hun,
wo wahin par hawa chalata hai
mai jahan par diye jalata hun
log kahte hain mai samundar hun
uski aankho me doom jata hun

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें