assalam alaikum,to all
Mairay Mohtaram Dost aur Ahbab.
ek bhai ne sawal uthaya tha ki "Is Namaz has any value in sufism?"
aur kaafi bahaso-mubahisa ke baad bahut si baaten nikalkar saamne ayin lekin wo satisfied nazar nahi aarahahen hai
asal me unka kahna hai ki iska jawab haan ya na me hona chahiye to sidha jawab dene me kya harz hai ki namaz has a value in sufism, means "yes"
ab iske baare me jitni dalail dene ho diye jaayen.jaisa ki mai jaanta hun ki jo bhi dunya me allaha ka khalifa hai allah rabbul izzat ne uspar namaz farz ki to fir bahes kis baat ki hai.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें